Introduction: Ek Chand Ki Kashti Mein Lyrics
In the vast ocean of music, there are some melodies that have the power to transport us to different realms altogether. One such enchanting creation is “Ek Chand Ki Kashti Mein Lyrics,” a song that has been capturing hearts and minds across India, especially among the youthful populace.
Mayya Mayya Song Lyrics
Tu neel samundar hai
Tu neel samundar hai
Main reit ka saahil hoon
Main reit ka saahil hoon
Aagosh mein le le
Main der se pyasi hoon
Ek sauda raat ka ek kaudi chand ki
Chahe to choom le tu todi chand ki
Ek sauda raat ka ek kaudi chand ki
Chahe to choom le tu todi chand ki
Ek chaand ki kashti mein
Chal paar utarna hai
Tu halke halke khena dariya na chhalke
Mayya mayya
Gulaabi taare chun le saare chun
Mayya mayya
Ke jism ke pardon mein
Dard ke maare chun lein
Mayya mayya
Gulaabi taare chun le saare chun
Mayya mayya
Ke jism ke pardon mein
Dard ke maare chun lein
Jab neela samundar jaage
Aaghosh mein lekar saahil
Lehrata hai aur masti mein
Mehtaab ka chehra choomta hai
Main seene mein teri saasein bhar leti hoon
Karvat karvat main tujhse lipat kar
Raat basar kar leti hoon
Mayya mayya mayya mayya
Seene se mere uthta hai dhuan
Mayya mayya mayya mayya
Deewar pe kya likhta hai dhuan
Dheema dheema dheema dhuan
Har baar yeh kya kehta hai dhuan
Mayya mayya ale li aiha le li aiha lel
Mayya mayya ale li aiha le li aiha ae li lel
Mayya mayya ale ehe ehe ehe
Mayya mayya ale ehe ehe ehe
Ek sauda raat ka ek kaudi chand ki
Chahe to choom le tu todi chand ki
Ek sauda raat ka ek kaudi chand ki
Chahe to choom le tu todi chand ki
Ek megh ki kashti mein chal paar utarna hai
Tu halke halke khena dariya na chhalke
Mayya mayya ale le aaya le le aaya Le
Maiya maiya ke leliaaya leliaaya ae li le
Mayya mayya ale aihe aihe aihe aihe
Maiya maiya ale aihe aihe aihe aihe
Mayya Mayya Song Credits
Song – | Mayya Mayya |
Movie – | Guru |
Singer – | Mariam Toller, Chinmaye & Kirti Sagathia |
Composer – | A.R. Rahman |
Lyricists – | Gulzar |
Cast – | Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai |
Setting Sail with “Ek Chand Ki Kashti Mein Lyrics”:
Picture this: a serene night, a shimmering moon casting its gentle glow upon the tranquil waters, and a lone boat sailing through the ethereal beauty of the night.
Conclusion: Ek Chand Ki Kashti Mein Lyrics
As we navigate through the enchanting waters of “Ek Chand Ki Kashti Mein” lyrics, it’s evident that this song has carved a special place in the hearts of music lovers across India.
Whether you’re sailing through the waves of life or simply seeking solace in the beauty of music, “Ek Chand Ki Kashti Mein” serves as a guiding light, reminding us to embrace the journey with hope, courage, and an unwavering spirit of adventure.