Yeh Jaan Jaan Kya Laga Rakha Hai Lyrics: Taking Over Reels and Feels
“Milenge Hum Nahi” is a soulful track by Kunaal Vermaa, who has not only sung but also composed and penned down the heartfelt lyrics. The song’s emotive lines and gentle music convey a story of separation and unspoken emotions, resonating with listeners. Vermaa’s unique touch makes this song a memorable and moving piece for anyone experiencing love and loss.
yeh jaan jaan kya laga rakha hai lyrics
Yeh “pyaar, pyaar” kya laga rakha hai?
Tune dil mein toh mela laga rakha hai
Yeh “pyaar, pyaar” kya laga rakha hai?
Tune dil mein toh mela laga rakha hai
Bikte nahin yahaan dil, yeh ishq ki mehfil
Lagao yeh fareb ki dukaan aur kahin
Mere jaise toh milenge, milenge hum nahin
Mere jaise toh milenge, milenge hum nahin
Hain tere yaar bathere, mere bhi kam nahin
Mere jaise toh milenge, milenge hum nahin
Thi nahin yeh humein jaankaari
Kadwi hogi ishq ki yeh supaari
Thi nahin yeh humein jaankaari
Kadwi hogi ishq ki yeh supari
Aayega ab na flavour kabhi woh
Daal de chaahe gulkand saari
Yeh “jaan, jaan” kya laga rakha hai?
Jaane kitnon ko chuna laga rakha hai
Yeh “jaan, jaan” kya laga rakha hai?
Jaane kitnon ko chuna laga rakha hai
Hai saaf dil humara, yahaan thukna mana hai
Chabao jhoothe pyaar ka yeh paan aur kahin
Aur haan…
Mere jaise toh milenge…
Mere jaise toh milenge, milenge hum nahin
Mere jaise toh milenge, milenge hum nahin
Chaar saal se paagal bana rakha hai
Har gali mein toh aashiq bitha rakha hai
Chaar saal se paagal bana rakha hai
Har gali mein toh aashiq bitha rakha hai
Chumma toh door, ab hum choone bhi nahin denge
Mitao jaa ke jism ki thakaan aur kahin
Mere jaise toh milenge, milenge hum nahin
Mere jaise toh milenge, milenge hum nahin
Hain tere yaar bathere, mere bhi kam nahin
Mere jaise toh milenge, milenge hum nahin
Song Credits
Song | Milenge Hum Nahi |
Singer | Kunaal Vermaa |
Lyrics | Kunaal Vermaa |
Music | Kunaal Vermaa |
People Searching for the Lyrics | yeh jaan jaan kya laga rakha hai lyrics
Given its popularity, it’s no surprise that Milenge Hum Nahi has sparked a surge in searches on Google. With so many people making reels and sharing posts using the song, everyone wants to know more about it.
Conclusion: yeh jaan jaan kya laga rakha hai lyrics
To sum it up, Milenge Hum Nahi isn’t just a song—it’s an experience. Its lyrics, composed and sung by Kunaal Vermaa, are beautiful, emotional, and incredibly relatable.
Pingback: Dekho na khud ko zara lyrics | Anuv Jain